PayPal se Paise kamaye | Refer n Earn ₹400 par Account

Hii, Paypal se paise kaise kamaye.. abhi ham uske ware me janne wale hai. Isme ham koi aese tarike ki baad nahi karege ki kisi site par kaam karo fir paypal me paise lo.. Q ki PayPal India ka hi refer n Earn Program chal raha hai, usse kaise ek refer ke ₹400 kama sakte hai uske ware me janege.

Agar aapka Paypal account nahi hai, to sabse phele to aapko Paypal account banana hoga, uske liye aap niche di hui button par click karke bana sakte hai.

PayPal Sign Up

Note: ye meri referral link hai, to agar aap uspar click karke account banayege to aapko ₹400 bonus bhi milega.. uski kya Term Condition hai uske ware me niche baat karege.

Paypal kya hai or Paypal par account kaise banaye uski puri jankari yaha step by step di hui hai.

PayPal se Paise kamaye refer karke

Paypal Referral Program detail in Hindi

Paypal India me abhi abhi aaya hai, iske phele Paypal Local me support nahi karta tha.. to Abhi wo apne Business ko badane ke liye PayPal Referral Program chala rahe hai, jisme ek Refer karne par ₹400 milte hai.

Paypal Referral Program Join kaise kare

Step 1: Sabse phele Paypal Referral Program Page par jaye, or Refer Now Button par click kare

Paypal referral program join kaise kare

Step 2: Ab ek popen open hoga, usme apni detail Enter kare:

paypak referral link generate kare

  1. Apna Full Name dale
  2. Paypal Email ID dale
  3. Apna Mobile Number dale.
  4. Get your referral link button par click kare.

Step 3: Ab aapke samne Paypal referral link aa jayegi, jisko aap share kar sakte hai.

paypal referral link copy karke share kare

Step 4: jo Referral link mila hai, usko apne Dosto or Family members se share kare, jinka Paypal par phele se account nahi hai.

Jo bhi aapke referral link se SIgnup karege Paypal me, aapko or samne wale ko ₹400 milege.

PayPal Referral Term Conditions

Paypal referral program se agar paise kamana hai to aapko in bato ka dhiyan rakhna hoga:

  1. Aapka Paypal Account phele se hona chaiye.
  2. Aapke referral link se agar koi click karke Signup karege, jab hi aapko uska commission milega.
  3. Jisko aapne refer kiya hai, unko or aapko ₹400 rupe milege.. Par uske liye phele Internationally unko $100 receive karna hoga account me, ya fir ₹20,000 Nationally. Ye sabse main point hai, q ki itni payment receive karne ke baad hi dono ko paise milege.
  4. Ye Offer 20 December 2018 tak hi hai.

PayPal Referral Pro Tip

Ab aap jaan chuke hai Paypal se refer karke kaise earn kar sakte hai.. par yaha abhi jo sabse bada doubt hoga wo ye ki jo paise wali limit hai wo kaise puri hogi..

To iska simple sa solution hai, aap khud apne paypal account se apne dost ke account me paise transfer kar sakte hai, fir usko baad me return bhi le sakte hai.. aesa karne par bhi aap dono ko ₹400-₹400 mil jayege.

Conclusion :

PayPal wese hi itni Popular Payment service hai, ki bina referral program ke bhi wo aasani se market me apni image bana sakti hai.. To abhi agar uska referral program chal raha hai to moke ka faida utha lijiye 🙂

Paypal Referral se related agar aapka koi bhi sabal ho to aap comment karke puch sakte hai, or aapko ye jankari kesi lagi wo batana naa bhule..

Also Must Try:

The post PayPal se Paise kamaye | Refer n Earn ₹400 par Account appeared first on Hindi Me Help.



from Hindi Me Help https://ift.tt/2PJIRsZ
Share:

No comments:

Post a Comment

Categories

Ordered List

  1. Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit.
  2. Aliquam tincidunt mauris eu risus.
  3. Vestibulum auctor dapibus neque.

Sample Text

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam, quis nostrud exercitation test link ullamco laboris nisi ut aliquip ex ea commodo consequat.

Definition List

Definition list
Consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua.
Lorem ipsum dolor sit amet
Consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua.

Support

Need our help to upload or customize this blogger template? Contact me with details about the theme customization you need.

Pages